Age: 124
7828 days old here
Total Posts: 26285
Points: 0
Location:
Lahore, Pakistan
Muhabbat phir mujh ko aazmane ko hai..................
Meri rooh mujh se bichar jane ko hai Wafa-e-muhabbat raak ho jane ko hai Jo mere dil se jhor kar meri zaat mein raha Woh bandhan pal mein toot jane ko hai
Muhabbat phir mujh ko aazmane ko hai.................
Sokoon dil barbaad ho jane ko hai Raapte socho ke simat jane ko hai Yeh kaisa too ne muhabbat mein faasla rakha Apna ho ke ajnabi ho jane ko hai
Muhabbat phir mujh ko aazmane ko hai.................
Qurbato ke nisha mit jane ko hai Faasle dooriyu mein badal jane ko hai Woh ja sakta hai meri muhabbat ko chor ke Meri zaat to us ki muhabat mein waft ho jane ko hai
Muhabbat phir mujh ko aazmane ko hai.................
Age: 124
7828 days old here
Total Posts: 26285
Points: 0
Location:
Lahore, Pakistan
Apni Zouja kay Taruf main kaha aik shaks nay Dil say in ka mutarf hoon main zabani hi sahi Chaye bhi achi banati hayn meri begam magar Moo bananay main to in ka koi saani hi nahi
Jab say Aienak lagi nazroon wali Zehar lagnay lagi hay ghar wali
Hay mezbaani ka ye takaza, kay aaye mehmaan to muskura do Magar tabiyat ye chahti hay galay milo or gala daba do
Agar gussa hi karna hay to gussa is kadar karlo Tumhara moon jidhar hay peeth bhi apni udhar karlo
Age: 124
7828 days old here
Total Posts: 26285
Points: 0
Location:
Lahore, Pakistan
Aankhon ka rang, baat ka lehja badal gaya woh shakhs aik shaam main kitna badal gaya
Kuch din to mera aks raha aaine pe naqsh phir youn huwa ke khud mera chehra badal gaya ~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~ jab apnay apnay haal pay hum tum na reh sakay to kiya huwa jo hum say zamana badal gaya
qadmon talay jo rait bichhi thi woh chal pari us nay chhuraya haath to sehra badal gaya ~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~ koi bhi cheez apni jageh par nahin rahi jaatay hi aik shakhs kay, kiya kiya badal gaya
ik sarkhushi ki moj nay kaisa kiya kamal wo bay-niaaz saara ka saara badal gaya ~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~ uth kar chala gaya koi waqfay kay darmiaan parda utha to saara tamasha badal gaya
hairat say saaray lafz usay dekhtay rahay baaton main apni baat ko kaisay badal gaya ~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~ kehne ko ik sehan main deewar hi bani ghar ki fiza makaan ka naqsha badal gaya
shayad wafa kay khel se uktaa gaya tha woh manzil kay paas aake jo rusta badal gaya ~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~ qayem kisi bhi haal pay dunya nahin rahi taabeer kho gayee kabhi sapna badal gaya
manzar ka rang asal main saaya tha rang ka jis nay usay jidhar say bhi dekha badal gaya ~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~ andar kay mosamon ki khabar us ko ho gayee us no-bahaar-e-naaz ka chehra badal gaya
aankhon mein jitna ashk thay jugnoo say ban gaye woh muskuraya or meri dunya badal gaya ~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~ apni gali main apna hi ghar dhoondhtay hain log kashi~ ye kon sheher ka naqsha badal gaya
Age: 124
7828 days old here
Total Posts: 26285
Points: 0
Location:
Lahore, Pakistan
"Dosti Jab Kissi Se Ki Jaye"
DOSTI JAB KISI SE KI JAYE DUSHMANON KI BHI RAYE LI JAYE MOUT KA ZEHAR HEY FIZAON MAIN AB KAHAN JA KE SANS LI JAYE BAS ISI SOCH MAIN HOON DUBA HUA YE NADI KAISE PAAR KI JAYE MERE MAZI KE ZAKHMBHARNE LAGAY AAJ PHIR KOI BHOOL KI JAYE BOTLEN KHOL KE PEE BARSON AAJ DIL KHOL KE PEE JAYE
Age: 124
7828 days old here
Total Posts: 26285
Points: 0
Location:
Lahore, Pakistan
sure sahaili
thanx sansana
and now
ur routien..i mean jab karti ho ya kuch aur...din kaisay guzarti ho your favourite book...last book u read Are u religious kin baton per ghussa aata hai farigh waqt main kya karti ho koi aisi jagah jahan tum kabhi bhi kisi bhi halat main jana pasand karti ho some thing abt your nature tumhari khoobian tumhari khamiya tumhari nazar main aik dost ki tareef,,,,,,, life partner main kya khoobian honichahiyen... 2 b con.....